" Tera Hath, Hath Me Ho Agar
To Ye Safar Bhi 'Vasl-Ae-Hayat' Hai
Mere Har Kadam Pe hain Manzilen
Tera Pyar Gar Mere Sath Hai
Meri Baat Ka Mere Hum-Nafar
Tu Jawab De Ya Na De Mujhe
Teri Ek Chup Me Hai Jo Chupi
Wo Hazar Baaton Ki Baat Hai
Meri Zindagi Ka Har Ek Lamha
Tere Husn Se Hai Juda Hua
Tere Honth Dekhe To Subah Hai
Teri Zulf Bikhre To Raat Hai
Tera Hath, Hath Me Ho Agar
To Ye Safar Bhi 'Vasl-Ae-Hayat' Hai."
To Ye Safar Bhi 'Vasl-Ae-Hayat' Hai
Mere Har Kadam Pe hain Manzilen
Tera Pyar Gar Mere Sath Hai
Meri Baat Ka Mere Hum-Nafar
Tu Jawab De Ya Na De Mujhe
Teri Ek Chup Me Hai Jo Chupi
Wo Hazar Baaton Ki Baat Hai
Meri Zindagi Ka Har Ek Lamha
Tere Husn Se Hai Juda Hua
Tere Honth Dekhe To Subah Hai
Teri Zulf Bikhre To Raat Hai
Tera Hath, Hath Me Ho Agar
To Ye Safar Bhi 'Vasl-Ae-Hayat' Hai."
No comments:
Post a Comment