Monday 23 July 2012

Thak ke dard se aansu bahate bahate.


Thak ke dard se aansu bahate bahate.
Aaj fir sambhalne ki tamanna kar baitha.

Mai thahra hua tha zindgi chal rahi thi,
Aaj mai bhi chalne ki tamanna kar baiha,

Banne na diya kabhi gham ki hawao ne ashiyan mera,
Mai aaj rukh hawao ka badalne ki tamanna kar baitha..

No comments:

Post a Comment