Monday 30 July 2012

Har din woh aapki meri mulaqat,

Har din woh aapki meri mulaqat,
Har roz hasna ruthna aap ka,
Gaye woh din milne ke aap ko,
Gaye woh din manane hasane k aap ko,
Bas itna hi tha sath mera aap ka,
Yahi soch ke haste apni kismat par ab hum.......

No comments:

Post a Comment